wahi unki satiza-kari hai
vahī un kī satīza-kārī hai
vahī bechārgī hamārī hai
vahī un kā taġhāful paiham
vahī apnī gila-guzārī hai
vahī ruḳhsār o chashm o lab un ke
vahī be-chehragī hamārī hai
husn ho ḳhair ho sadāqat ho
sab pe un kī ijāra-dārī hai
haath uThā tosan-e-taḳhayyul se
ye kisī aur kī savārī hai
wahi un ki satiza-kari hai
wahi bechaargi hamari hai
wahi un ka taghaful paiham
wahi apni gila-guzari hai
wahi ruKHsar o chashm o lab un ke
wahi be-chehragi hamari hai
husn ho KHair ho sadaqat ho
sab pe un ki ijara-dari hai
hath uTha tosan-e-taKHayyul se
ye kisi aur ki sawari hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.