Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt ki nakaamiyan hain aur kya

Monika Singh

waqt ki nakaamiyan hain aur kya

Monika Singh

MORE BYMonika Singh

    vaqt nākāmiyāñ haiñ aur kyā

    fāsle ab darmiyāñ hai aur kyā

    pūchhtā hāsil zamāna ishq

    chāhatoñ meñ dūriyāñ haiñ aur kyā

    kyuuñ sabhī meñ DhūñDte ho ḳhūbiyāñ

    ḳhūbsūrat ḳhāmiyāñ haiñ aur kyā

    sāmne dekhā na pīchhe ro diye

    aisī bhī majbūriyāñ haiñ aur kyā

    tishnagī-e-ishq ho be-intihā

    jhuuT sab dushvāriyāñ haiñ aur kyā

    jaan kar anjān ho baiThnā

    is meñ āsāniyāñ haiñ aur kyā

    ab to us ke bhī na apne rahe

    umr-bhar ḳhāmoshiyāñ haiñ aur kyā

    waqt ki nakaamiyan hain aur kya

    fasle ab darmiyan hai aur kya

    puchhta hasil zamana ishq ka

    chahaton mein duriyan hain aur kya

    kyun sabhi mein DhunDte ho KHubiyan

    KHubsurat KHamiyan hain aur kya

    samne dekha na pichhe ro diye

    aisi bhi majburiyan hain aur kya

    tishnagi-e-ishq ho be-intiha

    jhuT sab dushwariyan hain aur kya

    jaan kar anjaan sa ho baiThna

    is mein hi aasaniyan hain aur kya

    ab to us ke bhi na apne hi rahe

    umr-bhar KHamoshiyan hain aur kya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now