ya dur mera hijab kar de
yā duur mirā hijāb kar de
yā apne ko be-naqāb kar de
sau baar base ye dil kī bastī
sau baar koī ḳharāb kar de
dekheñ tirī ham pasand zāhid
ik huur to intiḳhāb kar de
nādāñ ko de diyā 'mubārak'
dil ko na kahīñ ḳharāb kar de
ya dur mera hijab kar de
ya apne ko be-naqab kar de
sau bar base ye dil ki basti
sau bar koi KHarab kar de
dekhen teri hum pasand zahid
ek hur to intiKHab kar de
nadan ko de diya 'mubarak'
dil ko na kahin KHarab kar de
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.