Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yun to kis phul se rangat na gai bu na gai

Akhtar Shirani

yun to kis phul se rangat na gai bu na gai

Akhtar Shirani

MORE BYAkhtar Shirani

    yuuñ to kis phuul se rañgat na ga.ī na ga.ī

    ai mohabbat mire pahlū se magar na ga.ī

    miT chale merī umīdoñ tarah harf magar

    aaj tak tere ḳhatoñ se tirī ḳhushbū na ga.ī

    kab bahāroñ pe tire rañg saayā na paḌā

    kab tire gesuoñ ko bād-e-sahar chhū na ga.ī

    tire gesu-e-mo.ambar ko kabhī chheḌā thā

    mere hāthoñ se abhī tak tirī ḳhushbū na ga.ī

    yun to kis phul se rangat na gai bu na gai

    ai mohabbat mere pahlu se magar tu na gai

    miT chale meri umidon ki tarah harf magar

    aaj tak tere KHaton se teri KHushbu na gai

    kab bahaaron pe tere rang ka saya na paDa

    kab tere gesuon ko baad-e-sahar chhu na gai

    tere gesu-e-moambar ko kabhi chheDa tha

    mere hathon se abhi tak teri KHushbu na gai

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now