yunhi koi mil gaya tha sar-e-rah chalte chalte
yūñhī koī mil gayā thā sar-e-rāh chalte chalte
vahīñ tham ke rah ga.ī hai mirī raat Dhalte Dhalte
jo kahī ga.ī na mujh se vo zamāna kah rahā hai
ki fasāna ban ga.ī hai mirī baat Talte Talte
shab-e-intizār āḳhir kabhī hogī muḳhtasar bhī
ye charāġh bujh rahe haiñ mire saath jalte jalte
yunhi koi mil gaya tha sar-e-rah chalte chalte
wahin tham ke rah gai hai meri raat Dhalte Dhalte
jo kahi gai na mujh se wo zamana kah raha hai
ki fasana ban gai hai meri baat Talte Talte
shab-e-intizar aaKHir kabhi hogi muKHtasar bhi
ye charagh bujh rahe hain mere sath jalte jalte
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.