Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi in dinon udas kahan

Ramesh Kanwal

zindagi in dinon udas kahan

Ramesh Kanwal

MORE BYRamesh Kanwal

    zindagī in dinoñ udaas kahāñ

    tujh se milne dil meñ aas kahāñ

    mausamoñ meñ guloñ baas kahāñ

    muflisī merī ḳhush-libās kahāñ

    lawn se phuul patiyāñ ojhal

    terī yādoñ narm ghaas kahāñ

    ratjagā phuul taare chāñd huā

    niiñd bistar ke ās-pās kahāñ

    zindagi in dinon udas kahan

    tujh se milne ki dil mein aas kahan

    mausamon mein gulon ki bas kahan

    muflisi meri KHush-libas kahan

    lawn se phul patiyan ojhal

    teri yaadon ki narm ghas kahan

    ratjaga phul tare chand hua

    nind bistar ke aas-pas kahan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now