zindagi ka nasha utarne de
zindagī kā nasha utarne de
dil meñ ik dard sā ubharne de
maut ko phir gale lagā.eñge
ziist se pahle jī to bharne de
pyaar kī aur husn kī bāteñ
ḳhvāb haiñ ḳhvāb ko bikharne de
jis meñ ḳhushiyāñ bhī ġham bhī hoñ 'sāqī'
ziist ko us tarah guzarne de
zindagi ka nasha utarne de
dil mein ek dard sa ubharne de
maut ko phir gale lagaenge
zist se pahle ji to bharne de
pyar ki aur husn ki baaten
KHwab hain KHwab ko bikharne de
jis mein KHushiyan bhi gham bhi hon 'saqi'
zist ko us tarah guzarne de
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.