Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi mushkil bhi hai aasan bhi

Seeman Naved

zindagi mushkil bhi hai aasan bhi

Seeman Naved

MORE BYSeeman Naved

    zindagī mushkil bhī hai āsān bhī

    fā.eda bhī is meñ hai nuqsān bhī

    yaar yaarī se ham ko hai ġharaz

    yaar to daanā bhī haiñ nādān bhī

    aadmī aadam beTā hai magar

    aadmī jo hai vo hai insān bhī

    ab jo dekhā hai use to dekh kar

    dukh to ye hai ḳhush bhī huuñ hairān bhī

    ye parindoñ ko achānak kyā huā

    peḌ bhī maujūd hai dālān bhī

    dil karachi se nikaltā nahīñ

    shahr hai lahore bhī multān bhī

    zindagi mushkil bhi hai aasan bhi

    faeda bhi is mein hai nuqsan bhi

    yar ki yari se hum ko hai gharaz

    yar to dana bhi hain nadan bhi

    aadmi aadam ka beTa hai magar

    aadmi jo hai wo hai insan bhi

    ab jo dekha hai use to dekh kar

    dukh to ye hai KHush bhi hun hairan bhi

    ye parindon ko achanak kya hua

    peD bhi maujud hai dalan bhi

    dil karachi se nikalta hi nahin

    shahr hai lahore bhi multan bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now