Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi naghma-e-gham-nawa ho gai

Basit Ujjaini

zindagi naghma-e-gham-nawa ho gai

Basit Ujjaini

MORE BYBasit Ujjaini

    zindagī naġhma-e-ġham-navā ho ga.ī

    ik ḳhalish hai ki jo lā-davā ho ga.ī

    har adā husn dilrubā ho ga.ī

    ik na.e daur ibtidā ho ga.ī

    jab se un alam juzv-e-dil ban gayā

    zindagī fikr se māvarā ho ga.ī

    'ishq tamkanat āfrīñ faiz se

    āh-e-ḳhāmosh ātish-navā ho ga.ī

    be-sabab 'ishq rah-guzar chhoḌ kar

    zindagī bekas-o-be-navā ho ga.ī

    ye samajh lo use do-jahāñ mil ga.e

    jis ko hāsil tumhārī razā ho ga.ī

    aaj 'bāsit' jo ġhāfil haiñ un ke liye

    merī āvāz bāñg-e-darā ho ga.ī

    zindagi naghma-e-gham-nawa ho gai

    ek KHalish hai ki jo la-dawa ho gai

    har ada husn ki dilruba ho gai

    ek nae daur ki ibtida ho gai

    jab se un ka alam juzw-e-dil ban gaya

    zindagi fikr se mawara ho gai

    'ishq ki tamkanat aafrin faiz se

    aah-e-KHamosh aatish-nawa ho gai

    be-sabab 'ishq ki rah-guzar chhoD kar

    zindagi bekas-o-be-nawa ho gai

    ye samajh lo use do-jahan mil gae

    jis ko hasil tumhaari raza ho gai

    aaj 'basit' jo ghafil hain un ke liye

    meri aawaz bang-e-dara ho gai

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now