Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

announcer

Mukhtar Siddiqui

announcer

Mukhtar Siddiqui

MORE BYMukhtar Siddiqui

    surḳh battī ne ishāre se kahā hai bolo

    khoj nazroñ miTā baat ke bandhan TuuTe

    mere alfāz ko lahroñ koī paimāna

    chhīn le jā.egā duurī ke bahāne jhūTe

    muñh se jo nikle usī baat se naata chhūTe

    dil meñ baaqī rahe mauhūm ehsās-e-ziyāñ

    maiñ ye sochūñ ki har ik dasht bhī ābādī bhī

    mere alfāz tash.hīr dekhegī samāñ

    aur benām-o-nishāñ dekhī na bhālī lahreñ

    ek aalam mirī bātoñ DhinDhorā pīTeñ

    surKH batti ne ishaare se kaha hai bolo

    khoj nazron ka miTa baat ke bandhan TuTe

    mere alfaz ko lahron ka koi paimana

    chhin le jaega duri ke bahane jhuTe

    munh se jo nikle usi baat se nata chhuTe

    dil mein baqi rahe mauhum sa ehsas-e-ziyan

    main ye sochun ki har ek dasht bhi aabaadi bhi

    mere alfaz ki tashhir ka dekhegi saman

    aur benam-o-nishan dekhi na bhaali lahren

    ek aalam meri baaton ka DhinDhora piTen

    Source :
    • Book : Muntakhab Shahkar Nazmon Ka Album) (Pg. 91)
    • Author : Munavvar Jameel
    • Publication : Haji Haneef Printer Lahore (2000)
    • Edition : 2000

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now