Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gharelu sukun ka dushman

Hammad Hasan

gharelu sukun ka dushman

Hammad Hasan

MORE BYHammad Hasan

    apnī biivī ko satānā chāhiye

    us ko do bāteñ sunānā chāhiye

    barham ho jā.egā phir ghar sukūñ

    us ko laḌne bahāna chāhiye

    gar paḌosan aap se pūchhe vaj.h

    muskurā kar Taal jaanā chāhiye

    ghar meñ āḳhir kuchh to hangāma rahe

    saas ko Theñgā dikhānā chāhiye

    chheḌne meñ aap māhir haiñ 'hasan'

    aap ko ab sar bachānā chāhiye

    apni biwi ko satana chahiye

    us ko do baaten sunana chahiye

    barham ho jaega phir ghar ka sukun

    us ko laDne ka bahana chahiye

    gar paDosan aap se puchhe wajh

    muskura kar Tal jaana chahiye

    ghar mein aaKHir kuchh to hangama rahe

    sas ko Thenga dikhana chahiye

    chheDne mein aap mahir hain 'hasan'

    aap ko ab sar bachana chahiye

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now