ek doctor mariz ko samjha raha tha yun
ik doctor marīz ko samjhā rahā thā yuuñ
kartā hai mere kaam ko dushvār kis liye
paise na the ilaaj ke gar terī jeb meñ
phir ye batā huā hai tū bīmār kis liye
ek doctor mariz ko samjha raha tha yun
karta hai mere kaam ko dushwar kis liye
paise na the ilaj ke gar teri jeb mein
phir ye bata hua hai tu bimar kis liye
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 111)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.