jauhar o jawahir
agar haiñ teġh meñ jauhar javāhar meñ ḳhamīre meñ
idhar zor-āzmā.ī hai udhar tāqat ke nusḳhe haiñ
matab meñ aur maidān-e-daġhā meñ farq itnā hai
vahāñ kushtoñ ke pushte haiñ yahāñ pushtoñ ke kushte haiñ
agar hain tegh mein jauhar jawahar mein KHamire mein
idhar zor-azmai hai udhar taqat ke nusKHe hain
matab mein aur maidan-e-dagha mein farq itna hai
wahan kushton ke pushte hain yahan pushton ke kushte hain
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 21)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.