kashmakash
kabhī kī ho chukī hotī hamārī aur ik shādī
hamāre darmiyāñ haa.el jo ik paajī nahīñ hotā
vo laḌkī ab bhī raazī hai magar shādī kare kaise
ki us laḌkī kā jo potā hai vo raazī nahīñ hotā
kabhi ki ho chuki hoti hamari aur ek shadi
hamare darmiyan hael jo ek paji nahin hota
wo laDki ab bhi raazi hai magar shadi kare kaise
ki us laDki ka jo pota hai wo raazi nahin hota
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 127)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.