Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rahta hai aas-pas sawere se sham tak

Sajid Sajni Lakhnawi

rahta hai aas-pas sawere se sham tak

Sajid Sajni Lakhnawi

rahtā hai ās-pās savere se shaam tak

daftar meñ merā boss savere se shaam tak

lagtī rahī class savere se shaam tak

hotī rahī maiñ paas savere se shaam tak

mujh ko to iid meñ bhī farāġhat kahāñ milī

laḌtī rahī hai saas savere se shaam tak

bachchoñ dekh-bhāl bhare-ghar kām-kāj

rahtī huuñ bad-havās savere se shaam tak

'sajnī' baat use aayā nahīñ yaqīn

kartā rahā cross savere se shaam tak

rahta hai aas-pas sawere se sham tak

daftar mein mera boss sawere se sham tak

lagti rahi class sawere se sham tak

hoti rahi main pas sawere se sham tak

mujh ko to id mein bhi faraghat kahan mili

laDti rahi hai sas sawere se sham tak

bachchon ki dekh-bhaal bhare-ghar ka kaam-kaj

rahti hun bad-hawas sawere se sham tak

'sajni' ki baat ka use aaya nahin yaqin

karta raha cross sawere se sham tak

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now