tahlil
itnī to ḳhabar thī hameñ ghar bhī nahīñ rakhte
aur ye bhī ki pagḌī tale sar bhī nahīñ rakhte
mahñgā.ī kī tahlīl meñ jab jism TaTolā
ma.alūm huā ham to kamar bhī nahīñ rakhte
itni to KHabar thi hamein ghar bhi nahin rakhte
aur ye bhi ki pagDi tale sar bhi nahin rakhte
mahngai ki tahlil mein jab jism TaTola
malum hua hum to kamar bhi nahin rakhte
- Book : sargoshiyan (Pg. 72)
- Author : sayed Zameer jafary
- Publication : dost publications (1998)
- Edition : 1998
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.