iddat
sadr sāhib chaar maah do roz kī ruḳhsat meñ haiñ
aur ba-zāhir vo pishāvar meñ abhī fursat meñ haiñ
un ko lailā kī sadārat kī judā.ī kā hai ġham
ghar se bāhar kaise nikleñ vo abhī iddat meñ haiñ
sadr sahib chaar mah do roz ki ruKHsat mein hain
aur ba-zahir wo pishawar mein abhi fursat mein hain
un ko laila ki sadarat ki judai ka hai gham
ghar se bahar kaise niklen wo abhi iddat mein hain
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 57)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.