Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sun ke sifat humse KHarabaat ki

Meer Taqi Meer

sun ke sifat humse KHarabaat ki

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    sun ke sifat ham se ḳharābāt

    aql ga.ī zāhid-e-bad-zāt

    meñ hamāre bhī thā pīveñ sharāb

    pīr-e-muġhāñ ne karāmāt

    koī ramaq-e-jān thī tan meñ mire

    so bhī tire ġham mudārāt

    yaad meñ tujh zulf girya se shoḳh

    roz mirā raat hai barsāt

    sun ke sifat hum se KHarabaat ki

    aql gai zahid-e-bad-zat ki

    ji mein hamare bhi tha piwen sharab

    pir-e-mughan tu ne karamat ki

    koi ramaq-e-jaan thi tan mein mere

    so bhi tere gham ki mudaraat ki

    yaad mein tujh zulf ki girya se shoKH

    roz mera raat hai barsat ki

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0624
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now