Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hain shah-e-bahr-o-bar madine mein

Behzad Lakhnavi

hain shah-e-bahr-o-bar madine mein

Behzad Lakhnavi

MORE BYBehzad Lakhnavi

    haiñ shah-e-bahr-o-bar madīne meñ

    kyā ġharībī Dar madīne meñ

    chal ke honā na kahīñ betāb

    dekh ai chashm-e-tar madīne meñ

    zarre zarre meñ hai jamāl un

    mast hai har nazar madīne meñ

    kaash tā-zindagī guzarte raheñ

    mere shām-o-sahar madīne meñ

    maiñ yahāñ par paḌā huuñ zār-o-nazār

    dil hai al-muḳhtasar madīne meñ

    kyā kabhī zindagī meñ mumkin hai

    shab yahāñ ho sahar madīne meñ

    hai ḳhudā se yahī duā 'bahzād'

    zindagī ho basar madīne meñ

    hain shah-e-bahr-o-bar madine mein

    kya gharibi ka Dar madine mein

    chal ke hona na tu kahin betab

    dekh ai chashm-e-tar madine mein

    zarre zarre mein hai jamal un ka

    mast hai har nazar madine mein

    kash ta-zindagi guzarte rahen

    mere sham-o-sahar madine mein

    main yahan par paDa hun zar-o-nazar

    dil hai al-muKHtasar madine mein

    kya kabhi zindagi mein mumkin hai

    shab yahan ho sahar madine mein

    hai KHuda se yahi dua 'bahzad'

    zindagi ho basar madine mein

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now