Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

malik-e-mahshar shafa-e-mahshar

Behzad Lakhnavi

malik-e-mahshar shafa-e-mahshar

Behzad Lakhnavi

MORE BYBehzad Lakhnavi

    mālik-e-mahshar shāfa-e-mahshar

    sāqī-e-kausar shāfa-e-mahshar

    sab se muazzam sab ke mukarram

    dahr ke sarvar shāfa-e-mahshar

    dahr ke aaqā dahr ke maulā

    hādī-o-rahbar shāfa-e-mahshar

    sāhab-e-irfāñ sāhib-e-furqāñ

    ḳhatm-e-payambar shāfa-e-mahshar

    nūr-e-mujassam rahmat-e-ālam

    māh-e-munavvar shāfa-e-mahshar

    maqsad-e-duniyā maqsad-e-uqbā

    behtar-o-bartar shāfa-e-mahshar

    jān-e-hazīñ 'bahzād' nikle

    aap ke dar par shāfa-e-mahshar

    malik-e-mahshar shafa-e-mahshar

    saqi-e-kausar shafa-e-mahshar

    sab se muazzam sab ke mukarram

    dahr ke sarwar shafa-e-mahshar

    dahr ke aaqa dahr ke maula

    hadi-o-rahbar shafa-e-mahshar

    sahab-e-irfan sahib-e-furqan

    KHatm-e-payambar shafa-e-mahshar

    nur-e-mujassam rahmat-e-alam

    mah-e-munawwar shafa-e-mahshar

    maqsad-e-duniya maqsad-e-uqba

    behtar-o-bartar shafa-e-mahshar

    jaan-e-hazin 'bahzad' ki nikle

    aap ke dar par shafa-e-mahshar

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now