Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere dil mein hai aarzu-e-mohammad

Behzad Lakhnavi

mere dil mein hai aarzu-e-mohammad

Behzad Lakhnavi

MORE BYBehzad Lakhnavi

    mire dil meñ hai ārzū-e-mohammad

    ilāhī dikhā mujh ko kū-e-mohammad

    ilāhī rahe quvvat-e-nutq jab tak

    maiñ kartā rahūñ guftugū-e-mohammad

    ye bār-e-gunah ye ḳhatā.eñ ye isyāñ

    kahūñgā kyā kyā rū-ba-rū-e-mohammad

    zarā ummat-e-zār haal kahnā

    sabā rahī ho jo kū-e-mohammad

    agar pā-barahna haiñ to ḳhauf kyā hai

    haiñ gul asl meñ ḳhār-e-kū-e-mohammad

    hai rang-e-mohammad zamāne pe chhāyā

    basī hai zamāne meñ bū-e-mohammad

    ibādat hai 'bahzād' un mohabbat

    chalo ab chaleñ sū-e-kū-e-mohammad

    mere dil mein hai aarzu-e-mohammad

    ilahi dikha mujh ko ku-e-mohammad

    ilahi rahe quwwat-e-nutq jab tak

    main karta rahun guftugu-e-mohammad

    ye bar-e-gunah ye KHataen ye isyan

    kahunga kya kya ru-ba-ru-e-mohammad

    zara ummat-e-zar ka haal kahna

    saba ja rahi ho jo ku-e-mohammad

    agar pa-barahna hain to KHauf kya hai

    hain gul asl mein KHar-e-ku-e-mohammad

    hai rang-e-mohammad zamane pe chhaya

    basi hai zamane mein bu-e-mohammad

    ibaadat hai 'bahzad' un ki mohabbat

    chalo ab chalen su-e-ku-e-mohammad

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now