Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shah-e-din shah-e-anam

Behzad Lakhnavi

shah-e-din shah-e-anam

Behzad Lakhnavi

MORE BYBehzad Lakhnavi

    shāh-e-dīñ shah-e-anām

    pahoñche aap par salām

    aap ke faiz se

    hai ye dahr nizām

    haq hai aap ke liye

    haq hai aap kalām

    ism-e-āzam aur kyā

    sirf aap naam

    sab ke peshvā haiñ aap

    sab haiñ aap ke ġhulām

    fikr jo na sake

    hai vo aap maqām

    rahm ai huzūr-e-mā

    hai ġhamoñ izhdihām

    dīd-e-arz-e-pāk ko

    hai nigāh-e-tishna-kām

    hai ye merī iltijā

    ho ba-ḳhair iḳhtitām

    shah-e-din shah-e-anam

    pahonche aap par salam

    aap hi ke faiz se

    hai ye dahr ka nizam

    haq hai aap ke liye

    haq hai aap ka kalam

    ism-e-azam aur kya

    sirf aap hi ka nam

    sab ke peshwa hain aap

    sab hain aap ke ghulam

    fikr jo na pa sake

    hai wo aap ka maqam

    rahm ai huzur-e-ma

    hai ghamon ka izhdiham

    did-e-arz-e-pak ko

    hai nigah-e-tishna-kaam

    hai ye meri iltija

    ho ba-KHair iKHtitam

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now