Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye dil kah raha hai ki aata hai koi

Behzad Lakhnavi

ye dil kah raha hai ki aata hai koi

Behzad Lakhnavi

MORE BYBehzad Lakhnavi

    ye dil kah rahā hai ki aatā hai koī

    madīne se paiġhām laatā hai koī

    zabāñ se nikalte nām-e-mohamād

    nazar meñ mirī aa samātā hai koī

    madīne galiyoñ meñ har har qadam par

    jabīn-e-mohabbat jhukātā hai koī

    kahe sabā haañ mohammad mohammad

    ki is naam se chain paatā hai koī

    mirī aañkh meñ aa jaate haiñ aañsū

    madīne jānib jo jaatā hai koī

    madīne ko maiñ ye ḳhudā jāntā hai

    nahīñ rahā huuñ bulātā hai koī

    koī jān-e-taiba se 'bahzād' kah de

    bahut hijr ġham uThātā hai koī

    ye dil kah raha hai ki aata hai koi

    madine se paigham lata hai koi

    zaban se nikalte hi nam-e-mohamad

    nazar mein meri aa samata hai koi

    madine ki galiyon mein har har qadam par

    jabin-e-mohabbat jhukata hai koi

    kahe ja saba han mohammad mohammad

    ki is nam se chain pata hai koi

    meri aankh mein aa hi jate hain aansu

    madine ki jaanib jo jata hai koi

    madine ko main ye KHuda jaanta hai

    nahin ja raha hun bulata hai koi

    koi jaan-e-taiba se 'bahzad' kah de

    bahut hijr ka gham uThata hai koi

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now