Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

do zabaano.n me.n sazaa-e-maut

Afzal Ahmad Syed

do zabaano.n me.n sazaa-e-maut

Afzal Ahmad Syed

MORE BYAfzal Ahmad Syed

    hamesha pur-sukuun rahne vaalii

    maalaaziibatabaam

    camp-guard se nikal ga.ii

    us ke saath

    'edward' bhii

    jo us par aashiq thaa

    ''mujhe haath mat lagaa.o''

    phir se giraftaar hone par

    us ne kahaa

    haath gaa.Dii me.n Daal kar

    us kaa jism

    duur tak le jaayaa gayaa

    bach nikalne ke baavajuud

    'edward'

    us din vaapas aa gayaa

    use do zabaano.n me.n

    sazaa-e-maut dii ga.ii

    kyuu.n?

    hamesha pur-sukuun rahne vaalii

    maalaaziibatabaam

    camp-guard se nikal ga.ii

    us ke saath

    'edward' bhii

    jo us par aashiq thaa

    ''mujhe haath mat lagaa.o''

    phir se giraftaar hone par

    us ne kahaa

    haath gaa.Dii me.n Daal kar

    us kaa jism

    duur tak le jaayaa gayaa

    bach nikalne ke baavajuud

    'edward'

    us din vaapas aa gayaa

    use do zabaano.n me.n

    sazaa-e-maut dii ga.ii

    kyuu.n?

    Source :
    • Book : AN EVENING OF CAGED BEASTS (Pg. 60)
    • Author : Asif Farrukhi
    • Publication : Ameena Saiyid, Oxford University (1999)
    • Edition : 1999
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now