Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sirf Gair-aham shaa.er

Afzal Ahmad Syed

sirf Gair-aham shaa.er

Afzal Ahmad Syed

MORE BYAfzal Ahmad Syed

    sirf Gair-aham shaa.er

    yaad rakhte hai.n

    bachpan kii Gair-zaruurii aur safed phuulo.n vaalii taam-chiinii kii plate

    jis me.n roTii miltii hai

    sirf Gair-aham shaa.er

    be-sharmii se likh dete hai.n

    apnii nazmo.n me.n

    apnii mahbuuba kaa naam

    sirf Gair-aham shaa.er

    yaad rakhte hai.n

    bad-tamiizii se talaashii liyaa hu.aa ek kamra

    baaG me.n kha.Dii hu.ii ek la.Dkii kii tasviir

    jo phir kabhii nahii.n milii

    sirf Gair-aham shaa.er

    yaad rakhte hai.n

    bachpan kii Gair-zaruurii aur safed phuulo.n vaalii taam-chiinii kii plate

    jis me.n roTii miltii hai

    sirf Gair-aham shaa.er

    be-sharmii se likh dete hai.n

    apnii nazmo.n me.n

    apnii mahbuuba kaa naam

    sirf Gair-aham shaa.er

    yaad rakhte hai.n

    bad-tamiizii se talaashii liyaa hu.aa ek kamra

    baaG me.n kha.Dii hu.ii ek la.Dkii kii tasviir

    jo phir kabhii nahii.n milii

    Source :
    • Book : AN EVENING OF CAGED BEASTS (Pg. 66)
    • Author : Asif Farrukhi
    • Publication : Ameena Saiyid, Oxford University (1999)
    • Edition : 1999
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now