Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

vaqt un kaa dushman hai

Afzal Ahmad Syed

vaqt un kaa dushman hai

Afzal Ahmad Syed

MORE BYAfzal Ahmad Syed

    vo kisii galileo kaa intizaar nahii.n kar rahe hai.n

    ek ba.Dii gha.Dii tayyaar karne ke liye

    jise shahr kii ek yaadgaarii diivaar me.n nasab kiyaa jaa sake

    is KHalaa me.n

    hamaarii taariiKH kii akkaasii ke alaava

    KHvaatiin ke aalamii din par

    jhuulaa Daalaa jaa saktaa hai

    chiinii taa.ifa

    baa.ns se uchhal kar us me.n se guzar saktaa hai

    us me.n

    ek laash ko muKHtasar kar ke laTkaayaa jaa saktaa hai

    ise mohan joDaro kii ii.nTo.n se

    chunaa jaa saktaa hai

    vo kisii galileo kaa intizaar nahii.n kar rahe hai.n

    ek ba.Dii gha.Dii tayyaar karne ke liye

    jise shahr kii ek yaadgaarii diivaar me.n nasab kiyaa jaa sake

    is KHalaa me.n

    hamaarii taariiKH kii akkaasii ke alaava

    KHvaatiin ke aalamii din par

    jhuulaa Daalaa jaa saktaa hai

    chiinii taa.ifa

    baa.ns se uchhal kar us me.n se guzar saktaa hai

    us me.n

    ek laash ko muKHtasar kar ke laTkaayaa jaa saktaa hai

    ise mohan joDaro kii ii.nTo.n se

    chunaa jaa saktaa hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now