Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

1

MORE BYSaqi Faruqi

    ye ehsās

    ki ik zī-rūh

    mirī āvāz ke shole se

    jal saktā hai

    ḳhāmoshī ke resham se

    kaT saktā hai

    itnā jāñ-parvar hai ki āñkheñ

    band huī jaatī haiñ ḳhushī se

    bhīgī jaatī haiñ

    ye ehsas

    ki ek zi-ruh

    meri aawaz ke shole se

    jal sakta hai

    KHamoshi ke resham se

    kaT sakta hai

    itna jaan-parwar hai ki aankhen

    band hui jati hain KHushi se

    bhigi jati hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now