aks
jab bhī dhartī kā koī hissa
tumheñ chup sā dikhā.ī de to us kī ḳhāmushī ko
be-hisī ko naam mat do
sard gahrī ḳhāmushī kā karb samjho
us ke siine meñ dabe laave kī zinda dhaḌkanoñ kā aks
mumkin hai
tumheñ ḳhud apne ādarshoñ meñ rah rah kar nazar aa.e
jab bhi dharti ka koi hissa
tumhein chup sa dikhai de to us ki KHamushi ko
be-hisi ko nam mat do
sard gahri KHamushi ka karb samjho
us ke sine mein dabe lawe ki zinda dhaDkanon ka aks
mumkin hai
tumhein KHud apne aadarshon mein rah rah kar nazar aae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.