barsat ki KHushk sham
sunahre sabz patte
surma.ī niilā sā nāranjī ba-mā.il surḳh rañg āsmāñ
ḳhushbū havā meñ bhīgī soñdhī sī
abhī sūraj Dhalā hī hai
ḳhunuk kamre kī saarī khiḌkiyoñ ko band kar ke
jhāñknā shīshoñ ke andar se
ḳhush-āgīñ mashġhala hai
sunahre sabz patte
surmai nila sa naranji ba-mail surKH rang aasman
KHushbu hawa mein bhigi sondhi si
abhi suraj Dhala hi hai
KHunuk kamre ki sari khiDkiyon ko band kar ke
jhankna shishon ke andar se
KHush-agin mashghala hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.