aadarsh
muntaḳhab ziist ke liye manzil
kab se kī hai mirī nigāhoñ ne
kab se baḳhshī hai zindagī mujh ko
fikr kī in hasīn rāhoñ ne
mere har samt raah meñ haa.il
ma.asiyat kī kashish ma.īshat kī
merī qismat hai kāvish-e-hastī
justujū mujh ko ādamiyyat kī
yak qadam yak hazār farsañg ast
muntaKHab zist ke liye manzil
kab se ki hai meri nigahon ne
kab se baKHshi hai zindagi mujh ko
fikr ki in hasin rahon ne
mere har samt rah mein hail
masiyat ki kashish maishat ki
meri qismat hai kawish-e-hasti
justuju mujh ko aadamiyyat ki
yak qadam yak hazar farsang ast
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.