aafiyat ki talash mein
karachi
ek zaḳhmī ḳhānamāñ-barbād kachhvā
jis ke sab baazū
thakan se bebasī se
shal hue haiñ
jahāñ bhar ke dukhoñ kā bojh uThā.e
bahut halkān
ḳhushkī par paḌā hai
ab apne āñ.suoñ se
zaḳhm bharnā chāhtā hai
jo anDe bach ga.e haiñ vo sambhāle
samundar meñ utarnā chāhtā hai
karachi
ek zaKHmi KHanaman-barbaad kachhwa
jis ke sab bazu
thakan se bebasi se
shal hue hain
jahan bhar ke dukhon ka bojh uThae
bahut halkan
KHushki par paDa hai
ab apne aansuon se
zaKHm bharna chahta hai
jo anDe bach gae hain wo sambhaale
samundar mein utarna chahta hai
- Book : ishq ki taqweem men (Pg. 163)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.