Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aagahi

Sarwat Zehra

aagahi

Sarwat Zehra

MORE BYSarwat Zehra

    chand samjhautoñ lā-mutanāhī silsila hai

    jo mujhe mere shu.ūr ke

    in.aam meñ diyā rahā hai

    zindagī

    sirf ik tavīl hijr zā.iqa hai

    jo mujhe ishq ke

    ilzām meñ diyā rahā hai

    shā.irī

    jazboñ ko lafz se gāñTh kar

    maar dene hausla hai

    jo mujhe bandagī ke naam par diyā rahā hai

    chand samjhauton ka la-mutanahi silsila hai

    jo mujhe mere shuur ke

    inam mein diya ja raha hai

    zindagi

    sirf ek tawil hijr ka zaiqa hai

    jo mujhe ishq ke

    ilzam mein diya ja raha hai

    shairi

    jazbon ko lafz se ganTh kar

    mar dene ka hausla hai

    jo mujhe bandagi ke nam par diya ja raha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now