aahaT
tanhā.ī ke sahrāoñ meñ
chalte chalte
ab to merī
āñkhoñ kī vīrān galī se
paañv ke chhāle
bah nikle haiñ
ik muddat se jism kī dhartī
pyāsī hai sūkhe ke kāran
jīvan ke añdhiyāre path par
duur tilak sannāTā sā hai
qadmoñ kī aahaT bhī nahīñ hai
tanhai ke sahraon mein
chalte chalte
ab to meri
aankhon ki viran gali se
panw ke chhaale
bah nikle hain
ek muddat se jism ki dharti
pyasi hai sukhe ke karan
jiwan ke andhiyare path par
dur tilak sannaTa sa hai
qadmon ki aahaT bhi nahin hai
- Book : Mukhtalif (Pg. 33)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.