aaina chaTaKH jae
aa.ine ke chehre se
jhāñktī huī āñkheñ
sochtī huī āñkheñ
khul ke kuchh nahīñ kahtīñ
chup bhī ye nahīñ rahtīñ
rū-ba-rū tum ā.īna
aaj apne rakh lenā
jo bhī dil meñ hai pinhāñ
saaf saaf kah denā
kal ko ain mumkin hai
maut apnī mar jaa.e
aa.ina chaTaḳh jaa.e
aaine ke chehre se
jhankti hui aankhen
sochti hui aankhen
khul ke kuchh nahin kahtin
chup bhi ye nahin rahtin
ru-ba-ru tum aaina
aaj apne rakh lena
jo bhi dil mein hai pinhan
saf saf kah dena
kal ko ain mumkin hai
maut apni mar jae
aaina chaTaKH jae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.