Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaina

MORE BYObaidullah Aleem

    maiñ ā.īna huuñ

    aur har aane vaale ko vahī chehra dikhātā huuñ

    jo mere sāmne laa.e

    magar ab thak gayā huuñ

    chāhtā huuñ

    koī mujh ko is tarah dekhe

    ki chaknā-chūr ho jā.ūñ

    main aaina hun

    aur har aane wale ko wahi chehra dikhata hun

    jo mere samne lae

    magar ab thak gaya hun

    chahta hun

    koi mujh ko is tarah dekhe

    ki chakna-chur ho jaun

    RECITATIONS

    Obaidullah Aleem

    Obaidullah Aleem,

    Obaidullah Aleem

    Nazm- aaina Obaidullah Aleem

    Source :
    • Book : Veeran sarai ka diya (Pg. 149)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now