Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaj ka din

Abul Hashim Khan

aaj ka din

Abul Hashim Khan

MORE BYAbul Hashim Khan

    yaad hai tumheñ

    kuchh pata bhī hai

    aaj ka din

    tumhārī yaad ka din hai

    aaj ke din

    maiñ bhuul gayā

    sāñseñ lenā

    lamhe Dhonā

    bāteñ karnā

    khul khul hañsnā

    chhup kar ronā

    likhnā paḌhnā

    jāgnā sonā

    aaj ka din

    tumhārī yaad ka din hai

    aaj ke din

    maiñ bhuul gayā

    jiinā marnā

    kuchh bhī karnā

    yaad hai tumhein

    kuchh pata bhi hai

    aaj ka din

    tumhaari yaad ka din hai

    aaj ke din

    main bhul gaya

    sansen lena

    lamhe Dhona

    baaten karna

    khul khul hansna

    chhup kar rona

    likhna paDhna

    jagna sona

    aaj ka din

    tumhaari yaad ka din hai

    aaj ke din

    main bhul gaya

    jina marna

    kuchh bhi karna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now