aaj phir
maiñ aaj phir
band palkoñ ke us paar
chāndnī ko sulagtā dekh rahī huuñ
merā jism barf kī mānind sard hai
magar saañs aag barsā rahī hai
aur shāyad
barf hue jism meñ
jvālā-mukhī sulagtā rahegā
hamesha
main aaj phir
band palkon ke us par
chandni ko sulagta dekh rahi hun
mera jism barf ki manind sard hai
magar sans aag barsa rahi hai
aur shayad
barf hue jism mein
jwala-mukhi sulagta rahega
hamesha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.