aaKHiri lafz
patthar jism ke andar TuuTe
paanī ruuh meñ aag jagā.e
kaisī mohabbat kaisī nafrat
saarī bāteñ
lafz kī ret se bane gharauñde haiñ
lafzoñ ke is khel meñ
sab kuchh khone se achchhā hai
pichhle zaḳhm adheḌo aur
riste ḳhuun se apnā naam likho
patthar jism ke andar TuTe
pani ruh mein aag jagae
kaisi mohabbat kaisi nafrat
sari baaten
lafz ki ret se bane gharaunde hain
lafzon ke is khel mein
sab kuchh khone se achchha hai
pichhle zaKHm adheDo aur
riste KHun se apna nam likho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.