aaKHiri sans
maiñ tum se vidā.a māñgne aa.ī huuñ
zindagī bahut ḳhūbsūrat hai
magar rāsta ḳhatm ho chukā hai
phuul shāḳh se TuuT kar bikhar jā.egā
aur ḳhushbū
is duniyā meñ āḳhirī lī jaane vaalī saañs tak
safar karegī
merī āvāz bhī ḳhushbū hai
main tum se widaa mangne aai hun
zindagi bahut KHubsurat hai
magar rasta KHatm ho chuka hai
phul shaKH se TuT kar bikhar jaega
aur KHushbu
is duniya mein aaKHiri li jaane wali sans tak
safar karegi
meri aawaz bhi KHushbu hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.