aaKHiri umr ki baaten
vo merī āñkhoñ par jhuk kar kahtī hai ''maiñ hūñ''
us kā saañs mire hoñToñ ko chhū kar kahtā hai ''maiñ hūñ''
suunī dīvāroñ kī ḳhamoshī sargoshī meñ kahtī hai ''maiñ hūñ''
''ham ghāyal haiñ'' sab kahte haiñ
maiñ bhī kahtā huuñ ''maiñ hūñ''
wo meri aankhon par jhuk kar kahti hai main hun
us ka sans mere honTon ko chhu kar kahta hai main hun
suni diwaron ki KHamoshi sargoshi mein kahti hai main hun
ham ghayal hain sab kahte hain
main bhi kahta hun main hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.