aansu
jab tak nishān puḳhta nahīñ ho jaatā
aañsū nahīñ kahlātā
aañsū sayyāl sūrat nahīñ
jāmidāna vasf kā bhī hāmil hai
qīmat-e-arz-e-hunar kī ḳhātir
istaqāmat, puḳhtagī aur giraftagī-e-fikr lāzim hai
vaqt hathelī par Thahrī shabnam ko ā.īna kyā dikhlātā
shabnam ḳhud muttasif hai ā.īne kī
navishta hai vaqt kī
jab tak nishan puKHta nahin ho jata
aansu nahin kahlata
aansu sayyal surat nahin
jamidana wasf ka bhi hamil hai
qimat-e-arz-e-hunar ki KHatir
istaqamat, puKHtagi aur giraftagi-e-fikr lazim hai
waqt hatheli par Thahri shabnam ko aaina kya dikhlata
shabnam KHud muttasif hai aaine ki
nawishta hai waqt ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.