aaram
ghar ke bāhar
bārish hai yā dhuup hai yā ole barse haiñ
kuchh mat socho
jab tak ghar ke andar ho ārām se baiTho
fikr kahāñ kī ghar meñ ho nā
garmā-garm pakauḌe khaao
ghar kā maza lo
ganjī mozoñ lungī kī shāhāna rāhat
pābandī kī bhāgtī dauḌtī is duniyā meñ
mazdūroñ ko kam miltī hai
ghar ke bahar
barish hai ya dhup hai ya ole barse hain
kuchh mat socho
jab tak ghar ke andar ho aaram se baiTho
fikr kahan ki ghar mein ho na
garma-garm pakauDe khao
ghar ka maza lo
ganji mozon lungi ki shahana rahat
pabandi ki bhagti dauDti is duniya mein
mazduron ko kam milti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.