Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aarzu

MORE BYAbdul Ahad Saaz

    merī ek ḳhvāhish hai

    koī ek nuqta ho

    jo vajūd saarī

    sarhadoñ se bāhar ho

    jis pe ke maiñ apnā

    ek jā.eza le luuñ

    apne-āp se haT kar

    apne-āp ko dekhūñ

    merī ek ḳhvāhish hai!

    meri ek KHwahish hai

    koi ek nuqta ho

    jo wajud ki sari

    sarhadon se bahar ho

    jis pe ja ke main apna

    ek jaeza le lun

    apne-ap se haT kar

    apne-ap ko dekhun

    meri ek KHwahish hai!

    Source :
    • Book : khamoshi bol uthi hai (Pg. 181)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now