aashob-e-daur-e-ahan
raqs har jānib mashīnī bhuut kā
hukmrānī har taraf faulād kī
ijtimā.ī zindagī kā shor-o-shar
ruuh har-sū muztarib afrād kī
ārzūeñ zer-e-dām-e-rozgār
ḳhvāhishoñ par ġhalba-e-fikr-e-ma.āsh
daur-e-āhan meñ sukūñ kī justujū
dopahar meñ apne saa.e kī talāsh
raqs har jaanib mashini bhut ka
hukmrani har taraf faulad ki
ijtimai zindagi ka shor-o-shar
ruh har-su muztarib afrad ki
aarzuen zer-e-dam-e-rozgar
KHwahishon par ghalba-e-fikr-e-maash
daur-e-ahan mein sukun ki justuju
dopahar mein apne sae ki talash
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.