aawagawan
Interesting Fact
Monthly 'Jaam-e-Nau', Karachi, July 1968)
zindagānī kī patang
saañs kī nāzuk sī
Dorī par hai parvāz-āzmā
kaun jaane kab kahāñ
Dorī kā rishta TuuT jaa.e
aur kāġhaz kā badan
andhī havā ke dosh par
haule haule rafta rafta
vādiyoñ dariyāoñ pahāḌoñ
sahrāoñ se guzar kar
jā gire
ik ajnabī se des meñ
zindagani ki patang
sans ki nazuk si
Dori par hai parwaz-azma
kaun jaane kab kahan
Dori ka rishta TuT jae
aur kaghaz ka badan
andhi hawa ke dosh par
haule haule rafta rafta
wadiyon dariyaon pahaDon
sahraon se guzar kar
ja gire
ek ajnabi se des mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.