Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aawargi

MORE BYAkhlaq Ahmad Ahan

    ḳhushk pattoñ sej par

    sard rātoñ ke darmiyāñ

    terī yādoñ chhāñv meñ

    larzāñ larzāñ tarsāñ tarsāñ

    maazī koī lamha

    haal dahlīz par

    āhista āhista ġhaltāñ ġhaltāñ

    qadam rakhtā hai

    to

    yaḳh-basta junūñ

    pā-ba-jaulāñ

    rū-ba-rū dauḌ jaatā hai

    KHushk patton ki sej par

    sard raaton ke darmiyan

    teri yaadon ki chhanw mein

    larzan larzan tarsan tarsan

    mazi ka koi lamha

    haal ki dahliz par

    aahista aahista ghaltan ghaltan

    qadam rakhta hai

    to

    yaKH-basta junun

    pa-ba-jaulan

    ru-ba-ru dauD jata hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now