ab raat aa rahi hai
chalo ab duā karo nazmeñ paḌho visāl kī sab āyateñ paḌho
kyā rah gayā hai shaam kā ab raat se farāġh
jab harf-e-ḳhūn-e-dāġh
āñdhī meñ ek nīm-nafas be-havā charāġh
in qahqahoñ ko rok lo ik shab kī baat hai
maiñ sochtā huuñ
chup rahūñ lekin tumhīñ batāo
kyā ye hayāt hai
chalo ab dua karo nazmen paDho visal ki sab aayaten paDho
kya rah gaya hai sham ka ab raat se faragh
jab harf-e-KHun-e-dagh
aandhi mein ek nim-nafas be-hawa charagh
in qahqahon ko rok lo ek shab ki baat hai
main sochta hun
chup rahun lekin tumhin batao
kya ye hayat hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.