adam-e-arzu
adam-e-ārzū
narm sapnoñ ne bichhā rakkhā thā ik dām-e-fareb
maiñ samajhtā thā tamannāoñ kā hāsil hai faqat nām-o-numūd
apnī taḳhrīb kā taḳhrīb kī tash.hīr kā bā’is ḳhud huuñ
ḳhvāb-e-tā’mīr kī tā'bīr to dekh
dil meñ ab koī tamannā hī nahīñ
adam-e-arzu
narm sapnon ne bichha rakkha tha ek dam-e-fareb
main samajhta tha tamannaon ka hasil hai faqat nam-o-numud
apni taKHrib ka taKHrib ki tashhir ka ba’is KHud hun
KHwab-e-ta’mir ki ta'bir to dekh
dil mein ab koi tamanna hi nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.