Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

afsar aur ghoDa

Mohammad Yusuf Papa

afsar aur ghoDa

Mohammad Yusuf Papa

muddat se yahī duniyā kahtī chalī aa.ī hai

bachte raho har lamha

afsar agāḌī se ghoḌe pichhāḌī se

lekin ye nayā yug hai

is daur meñ batlāo

kaise koī bach paa.e

afsar kabhī ghoḌā hai

ghoḌā kabhī afsar hai

muddat se yahi duniya kahti chali aai hai

bachte raho har lamha

afsar ki agaDi se ghoDe ki pichhaDi se

lekin ye naya yug hai

is daur mein batlao

kaise koi bach pae

afsar kabhi ghoDa hai

ghoDa kabhi afsar hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now