ahl-e-hunar bekar hue
ik umr kī kāvish se ham ne
jo kār-e-tamannā sīkhā thā
duniyā ke na.e bāzār meñ ab
kuchh maañg nahīñ baaqī us kī
ye zo.am-e-mohabbat kyā kiije
ham ahl-e-hunar bekār hue
ek umr ki kawish se hum ne
jo kar-e-tamanna sikha tha
duniya ke nae bazar mein ab
kuchh mang nahin baqi us ki
ye zoam-e-mohabbat kya kije
hum ahl-e-hunar bekar hue
- Book : Zehn-e-Jadeed (Pg. 186)
- Edition : 2000
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.